From: Ashish Bokil - Sangeet ki duniyaa ke an-dekhe doston !!! An idea suggested by someone in past few days had been bouncing around in my mind for quite a while. And as an avid follower of King RD's music and silent admirer of Gulzar's verse, it was not too difficult to decide on it either. Isliye pesh-e-nazar hai chand nagme jo Gulzar ki kalam se vajood haasil kar Rahul Dev Burman ki nasheeli mausiqi se gulzar ho gaye hain ..koshish ye rahegi ki is safar ko munasib anjaam doon... The choice of first song relfects my obvious bias towards Kishore Kumar who bloomed with SD and peaked with RD. A song from "Ghar" which is just magical in terms of "beauty" of lyrics, "delicacy" of composition and "sweetness" of rendering...... Phir wahi raat hai .... Hmmmm hmm hmmm hm hm hm hmmmm hm hmmm..... Phir wahi raat hai phir wahi raat hai khwaab ki ho ... raat bhar khwaab main dekhaa karenge tumhe Phir wahi raat hai ... Ho ... kaanch ke khwaab hain aankhon main chubh jaayenge ho .. palkon pe lenaa inhe aankhon main ruk jaayenge Ho..... ye raat hai khwaab ki khwaab ki raat hai Phiiir wahiiiii raat hai...s s s s phir wahiiii raat haaAAai phir wahiiiIIii raat hai khwaab ki ho.... maasoom si neend main jab koi sapnaa chale ho.... hum ko bulaa lenaa tum palkon ke parde tale ho ye raat hai khwaab ki khwaab ki raat hai Phiiir wahiiiii raat hai...s s s s phir wahiiii raat haaAAai phir wahiiiIIii raat hai khwaab ki Phiiir wahiiiii raat hai...s s s s hmmmm hmmmmm hmmmmm.... raat hai ......hmmmm hmmm hmmmm... raat haaAAaaai...... ashish